Skip to main content

Posts

Isliye Tu Mashoor Hain

Hain Khubsurat Tu Nahi Toh Kis Baat Ka Tujhme Yeh Guroor Hain Pta Chala Hain  Baat Jism Ki Isliye Tu Itna Mashoor Hain

Kuch Baatein Unkahi

Kabhi kabhi logo ko Bin kahi baatein bhi samjh lena chahiye  Mujhe kabhi kabhi lagta, sirf mujhe hi kyu Aisa log mile jo na samjh hain ya na samjh bannne ka dikhaawa krte hain.. Main toh Aisa kuch ni krta jisse unhe bura lage Balki unka achha sochte khud se pehle phir kyu Log aise hote Jo nazarandaz kr dete hain .. Bura lagta yeh kyu samjhte.. Kya yahin kalyug hain.. Kya log aisehi hote hain Mera bas yeh kehna yeh kyu samjhte  Samne wala bhi insaan hain Kyu nhi samjhte unkahi baaton ko Akhir inhe nhi feel hote hain kuch v ?? Mujhe yeh koi padhne wala nhi h Par upar wala toh dekh rha naaaa

Kamjarfi Ka Ehsaas Dilane Waale

Kamzarfi Ka Ehsaas  Dilane Waale Kya Jaane  Apnapan or Bina Matlab  Ke Kisika Saath Dena  Kya Hota Hain             ✍️ak

Hindi Quotes 12th May 2024

Characteristics of Aries - Mesh Raashi

Moh Adhik Ho Jaaye Toh

Aaj Ki Baat #Life

Hindi Quotes #Hindi