Kabhi kabhi logo ko Bin kahi baatein bhi samjh lena chahiye Mujhe kabhi kabhi lagta, sirf mujhe hi kyu Aisa log mile jo na samjh hain ya na samjh bannne ka dikhaawa krte hain.. Main toh Aisa kuch ni krta jisse unhe bura lage Balki unka achha sochte khud se pehle phir kyu Log aise hote Jo nazarandaz kr dete hain .. Bura lagta yeh kyu samjhte.. Kya yahin kalyug hain.. Kya log aisehi hote hain Mera bas yeh kehna yeh kyu samjhte Samne wala bhi insaan hain Kyu nhi samjhte unkahi baaton ko Akhir inhe nhi feel hote hain kuch v ?? Mujhe yeh koi padhne wala nhi h Par upar wala toh dekh rha naaaa
Comments
Post a Comment